moviebox header nav
moviebox search icon

Top Heart Touching Dua | Touba Qabool Ho Meri Toubal Hafiz Ahmed Raza Qadri | Lyrical Islamic Studio

2020

R

0 h 5 m

पाकिस्तान

हिप हॉप और रैप

Label: Lyrical Islamic Studio Dua Lyrics ———————————————————————————— Touba Qubool Ho Touba Qubool Ho Yaa Rab Me Gunahgaar Hn Hn Touba Qubool Ho Esyaan Pe Sharmsaar Hn Touba Qubool Ho Jaan Sooz U Dilfigaar Hn Touba Qubool Ho Sar Taa Paa Inkisaar Hn Touba Qubool Ho Guzri Tamam Umer Lahv O Laab Me Neki Nahi Hai Koi Amal Ki Kitab Me Saaleh Amal Bhi Koi Nahi Hai Hisaab Me Dast E Dua Buland Hai Teri Janaab Me Touba Qubool Ho Meri Touba Qubool Ho Aish O Nishat Hi Me Guzaari Hai Zindagi Har Zaviye Se Apni Sanwari Hai Zindagi Mera Khayal Yeh Tha Ke Jaari Hai Zindagi Lekin Yeh Haal i Ab Hai Ke Bhari Hai Zindgi Touba Qubool Ho Meri Me Hn Gunahgaar Magar Tu Tu Hai Kareem Me Hn Siyah Kaar Magar Tu Tu Hai Raheem Me Hn Fana Pazeer Magar Tu Tu Hai Qadeem Me Adna O Haqeer Magar Tu Tu Hai Azeem Yaa Rab Tere Karam Teri Rahmat Ka Wasta Yaa Rab Teri Ata Teri Nemat Ka Wasta Ya Rab Tere Jalal O Jalalat Ka Wasta Yaa Rab Rasool E Haq Ki Risalat Ka Wasta Touba Qubool Ho Meri Touba Qubool Ho Ya Rab Me Gunahgaar Hn Touba Qubool Ho Esyaan Pe Sharmsaar Hn Touba Qubool Ho #HeartTouchingDua #HafizAhmedRazaQadri
More

7.1 /10

0 people rated

ऑनलाइन देखें

ऐप में देखें

Watch on TV

एपिसोड

शीर्ष कलाकार

उपयोगकर्ता समीक्षा

एपिसोड
शीर्ष कलाकार
उपयोगकर्ता समीक्षा

एपिसोड

film
lklk
Netflix
Plex
शीर्ष कलाकार(1)
starring avatar
Hafiz Ahmed Raza Qadri
Singer

उपयोगकर्ता समीक्षा

author avatar

Akram Hosny

24/10/2024 11:04
Top Heart Touching Dua | Touba Qabool Ho Meri Toubal Hafiz Ahmed Raza Qadri | Lyrical Islamic Studio
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.