moviebox header nav
moviebox search icon

Maanu X @TahaG - Dou Pal (Official Audio)

2020

R

0 h 2 m

पाकिस्तान

बॉलीवुड

Support Maanu on Patreon: www.patreon.com/maanusmusic Written, Composed and Performed by Maanu and Taha G Produced by Taha G Mixed/Mastered by Adeel Tahir (Eridu Studios) Special thanks to Zahra Paracha Artwork by @asfand157 Video by Sikki Lyrics: Dekho inn dou pal ke raahi hain panchi hum Kitnay saalon se bhaagay hain ghum se hum Aagay toofan hai baadal barsein gay ab Laayein gay nayyi khushian wo apnay sang Hai ye raat andheri neendh na aaye Dhun ye sar mein ghoomein bus Sur ye dil ko kyun machlaye Dil se boloon, "easy bruh" Yaad teri mujh ko sataye Love in the time of Corona bro Kyun tu mujh se door hojaye Aisay tou ab karo na yo Tu keh day Waqt seh lay Laoon ga aasman se mein taaray saaray Yahan rehnay pe Hain hum martay kyun Na kho jayein aik doosray mein hum Dekho dou pal ke raahi hain panchi hum Dekho in dou pal ke raahi hain panchi hum Dekho inn dou pal ke raahi hain panchi hum Teri yaadon mein aaj bhi gum bethay hum Saaray toofanon se larh ke jee lein ye pal Aasmaan mein dhoondein khushiyon ke naye rung Haan ye raat akayli neendh na aye Tanhai mein martay jayein Teri yaad hum ko tarpaye Tu hi sirf hai aik humdard Khwaabon mein tu roz aye Dil mein dard roz barhta jaye Teri yaadein amplify Corona got me feeling low Tu keh day Waqt seh lay Laoon ga aasman se mein taaray saaray Yahan rehnay pe Hain hum martay kyun Na kho jayein aik doosray mein hum Dekho dou pal ke raahi hain panchi hum Dekho in dou pal ke raahi hain panchi hum Dekho inn dou pal ke raahi hain Hum dono saathi hain Panchi hum Dekho inn dou pal ke raahi hain Hum dono saathi hain Panchi hum
More

7.6 /10

0 people rated

ऑनलाइन देखें

ऐप में देखें

Watch on TV

एपिसोड

शीर्ष कलाकार

उपयोगकर्ता समीक्षा

एपिसोड
शीर्ष कलाकार
उपयोगकर्ता समीक्षा

एपिसोड

film
lklk
Netflix
Plex
शीर्ष कलाकार(1)
starring avatar
Maanu
Singer

उपयोगकर्ता समीक्षा

author avatar

Ray Elina Samantaray

24/10/2024 13:03
Maanu X @TahaG - Dou Pal (Official Audio)
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.